Thursday, 25 January 2007

Tum Bin....

Tum bin kya hai kya jeena tum bin

Tum bin jiya jaye kaise..
kaise jiya jaye tum bin...
sadiyon se lambi hai rattien
sadiyo se lambe hue din
aa jayo aa laut kar tum yeh dil keh raha hai ..
ke aa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai....
fhir shaam tanyai jaagi.. fit yaad tum aa rahe ho..
fir jaan nikalne lagi hai fir mujhko tadapa rahe ho...
is dil main yaddon.. ke melle hai tum bin bhaut hum akele hai..
aa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai.....
kya kya na socha tha maine kya kya na spne sajaye....
kya kya na chaha tha dil ne.. kya kya na araman jagaye..
is dil se tufan gujarte hai tum bin naa jite na marte hai....
aa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai..
tum bin jiya jaye kaise ...
kaise jiya jaye tumbin..
sadiyon se lambi hai raatien hai sadiyo se lambe hue din..
aa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai...

No comments: