tere baare mein jab socha nahi tha................
tere baare mein jab socha nahi tha,
main tnha tha magar itna nahi tha.
main tnha tha magar itna nahi tha..
tere baare mein jab socha nahi tha...
tere baare mein jab socha nahi tha...
Teri tasveer se karta tha batein..
teri tasveer se karta tha batein..
mere kamre mein aaina nahi tha..
mere kamre mein aaina nahi tha..
mere kamre mein aaina nahi tha..
Main tanha tha magar itna nahi tha...
tere baare mein jab socha nahi tha...
samundar ne mujhe pyasa hi rakha...
samandar ne mujhe pyaasa hi rakha...
samandar ne mujhe pyaasa hi rakha...
main jab sehra mein tha pyaasa nahi tha..
main jab sehra mein tha pyaasa nahi tha..
main jab sehra mein tha pyaasa nahi tha..
Main tanha tha magar itna nahi tha...
tere baare mein jab socha nahi tha,
main tnha tha magar itna nahi tha.
Manane ruthne ke khel mein hum..
manane ruthne ke khel mein hum..
bichar jayenge yeh socha nahi tha..
bichar jayenge yeh socha nahi tha..
Main tanha tha magar itna nahi tha...
tere baare mein jab socha nahi tha,
suna hai band karlin usne aankhein...
suna hai band karlin usne aankhein...
kai raton se wo soya nahi tha.....
kai raton se wo soya nahi tha.....
kai raton se wo soya nahi tha.....
main tanha tha magar itna nahi tha...
tere baare mein jab socha nahi tha..
tere baare mein jab socha nahi tha..
Monday, 1 January 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment